चारभुजा गढ़बोर का मन्दिर अपने आप में बहुत ही प्रसिद्ध मंदिर है और मेवाड के चार धाम में से एक माना जाता है । यहां की जलझुलनी एकादशी बहुत ही प्रसिद्ध है । महाराष्ट्र, गुजराज व राजस्थान के कई स्थानों से लोग इस दिन यहां दर्शनों का लाभ लेने हेतू यहां आते हैं । राजसमंद के गांवो जेसे रीछेड, सांयो का खेडा एवं चारभुजा आदि स्थानो से कई कई लोग जो रोजगार ना या कम होने के कारण बाहर बडे शहरों की ओर पलायन कर गए, उनमें से भी वे लोग साल में इस दिन परिवार सहित यहां अपने गांव में आने को लालायित रहते हैं ।
चारभुजा जी को मंदिर से पालकी, सवारी व गाजे बाजे के साथ, रंग गुलाल उडाते और गीत गाते हजारों की संख्या में लोग तालाब के किनारे स्थित खास स्थल पर ले कर जाते हैं जहां विधिवत स्नान व पूजा अर्चना आदि की जाती है । इस दिन चारों ओर उल्लास का माहौल होता है । औरतें गीत भजन आदि गाती हैं और नृत्य करती है और हजारो लोग भगवान चारभुजा की जय जयकार करते हुए एक विशेष तरह की सवारी निकलते हैं ।
sumit // Jul 21, 2008 at 5:19 am
In Rajsamand there are many famious tourist places just like Rajsamand lake, Shrinath ji tample etc.
राजेंद्र माहेश्वरी // Sep 15, 2008 at 7:21 am
राजसमन्द जिले के बारे में काफी कुछ जानकारी आपने दी है। धन्यवाद। चारभुजा गढबोर के बारे में और जानकारी प्रदान करने की कृपा करावे।
lakhan lohiya // Aug 4, 2009 at 8:22 am
mai iss sal gangapur(bhillwara) se pad tayra per avashya aaonga pichle sal mai car lekar aaya tha iss bar pedal aaonga
JAI CHARBUJANATH
Bharat Solanki // Sep 8, 2009 at 11:03 am
Jai Charbhuja ri,
Gadhbor dhani ri krupa thi aaj sabro bhalo ho riyo he.
Aap Ye Website ke through bohat acha msg bhej rahe ho.
Jai Charbhuja ri
Bharat Solanki
kishan singh // Mar 13, 2010 at 7:29 am
jal julni video play
mayur kushwaha // Jul 4, 2010 at 6:15 am
live darshan of charbhujaji
hitesh ameta // Sep 22, 2010 at 3:25 am
achha hai….
hitesh ameta // Sep 22, 2010 at 3:34 am
hi !
my village’s name is DHANIN(Rajsamand),
and i hope this website is developed in hindi language.
i m MCA students in Gujrat University-Himmatnagar. … . . .
JAY CHARBHUJARI . .. .
Lokesh // Nov 5, 2010 at 11:00 am
hi!
mujhe is par likhit(write) bhajan chahiye jo aksar charbhuja nath gadhbor ke mandir me har amavasiya ko bole jate hai gaye jate hai,
un bhajano ka kuch alag himmaza hai, itni bhid me sunne me maza to aata hai par thoda kam, ye agar likhit me is web pe honge to hum print karke rojanna gayenge
murli dhar paliwal // Nov 9, 2010 at 4:27 am
i want
charbhuja nath ki lavni -shree charbhuja ri charne aaya jeev rajiya rakhj
in mp3 or video song
rajesh jain // May 29, 2011 at 10:42 am
jay chogala chal ki jay i love charbhuja nath ji
jagdish vaishnav // Sep 12, 2011 at 7:55 am
jai charbhujari
charbhujaji sab ki manokamna puri kare,
me prati varsh jal jhoolni Ekadashi per prabhu charbhuja Nath ke darsan karta hu, Aap sab bhakto
se Nivedan hai ki aap bhi jal jhoolni per charbhujaji
ke darsan kar jivan ko dhanya banay,
JAI CHARBHUJA RI…..
rambabuvijayvageey // Dec 25, 2011 at 9:13 am
please chabujaji temple with historical places about read. thanks.
ARJUN SINGH THAKUR // Jan 24, 2012 at 10:07 am
hamare yaha kshipra dist-INDORE se har varsh CHARBHUJA NATH paidal yatra jati hai..,, jisme aap sabhi sadar aamantri t hai..,
yah yatraa 15 dino ki hoti hai avam yah yatraa dev jhulni gyaras par gardbor rajsthan pahuchti hai..,
hum 150 paidal yatri ujjain “MAHANKALESHWAR” se yeh yatraa prarambhy karte hai yadi aap is yatraa me shamil hona chahte hai to aap bhi sampark kar sakte hai-
ARJUN SINGH THAKUR
praveen suthar // Mar 23, 2012 at 8:53 am
shri shri 1008 anant koti bhramand nayak shri charbhuja nath ki jay.
praveen suthar ,sanwara // Aug 18, 2012 at 12:04 am
kahan jay arji karu day na aaye or saroi karaj sarjyo birajya cho gadhbor
vikas paliwal // Aug 29, 2012 at 8:19 am
rajsamnd me bahar se aane walo k liye suvidha ho eas liye rajsamand k mukhaya margo k mep main jagh par lagae jae jisse koe bahar ka waykti apne ko akela na samje jay dwarks dish
saurabh maheshwari // Sep 23, 2012 at 10:46 pm
kahja jai arja karu dayan aaya aur uttar mai hai sawaro birajo cha gadabora
tarun // Sep 25, 2012 at 9:31 am
vaahhhhhhhhhhhhhhh bahut hi badhiya he kripya charbhuja ji ki histroy bataye. kese ve prakat hue the. aur jankari hame de.
mayank nuwal // Mar 23, 2013 at 9:38 am
Gar jor mera chale hera moti su najar utarr du … pyara pyara charbhuja ra jivan sara var du … jay ho gadhbor dhani ri ….. apki lila nyari h re mere nath …bolo gadhbor k maharaj ki jay ho
Narayan // Apr 4, 2013 at 9:53 am
Muje Charbhujaji Ke mandir ke bare me jankari Chahiya…. kab bana…. kisne banaya…
kitne sal hue…
mandir ki history kaha se mil sakti hai muje mail kare
Thank You
naresh nagar // Aug 1, 2013 at 9:05 am
shree charbhujaji ka mandir 5000 saal prachhin hai jo pandavo ke haatho se sthapit huaa hai …jab pandavo ko aghyatvaas mila tha tab ve yahaa aaye the or shri krishna bhagwan ki murti ki sthapna ki gayi..vaha par ek kund hai jise sabhi jan bhim kund ke naam se jaante hai kaha jaata hai ki us kund ka nirmaan bhim ke haato huaa tha……and it’s true because im bourn this royal viilege..thanx to read this
vijendra suthar I // Aug 17, 2014 at 2:22 am
Charbhuja mandir ke itihas ki sampurn jankari
ishvar gurjar // Sep 22, 2014 at 2:46 am
the king of world charbhuja ji ka dusra naam.
yea mandir gadbor me isthith he thata bhagwan ki murti 5200 varsh purani he va pandvo ne iski isthapna ki thethata yaha ka itihas bada rohak, veertamay thata chamatkari he is mandir par 125 baar daakuo ne hamle kiye lekin ak be bar nahe jit sake or yaha par gurjar samaj ke log pujari he thata kai Gurjar veero or Veerangnao ne is mandir ki raxaa ke liye kai balidaan diye yaha ki jaljulani thata fago ke mele bhahut prasidha he aase bhahut rochak gatnae thata baate he. …..and it’s true.
muje garv he ki me is dharmnagar or gurjar samaj me janma hu .
yea gadbor nivasiyo ka sobagua he ki vo is dharm nagar ke nivaasi he.
Aadhik jaankari ke liye visit :- shree CHARBHUJA MANDIR GADBOR rajasamand
ishvar gurjar // Sep 22, 2014 at 4:55 am
jai shree CHARBHUJA nath ki.
yahe mandir gadbor rajasamand me isthit he. is mandir ka itihas bahut
prachine he. is mandir me isthapit shree krishn ki murti 5200 varsh
purva pandavo duvara isthapit he. paandvo ne puja karne ke bhad is
murti ko jal magan kar diya or prathm bar yahe murti gang dev chatriya
ko mili kuch samay bat thata is mandir ki suraxa prachir ka nirman 1444
ad me bor rajput ne karvaya tha is karan is nagar ko GADHBOR be kha
jata he.
ishvar gurjar // Sep 22, 2014 at 5:45 am
gang dav chatriya ne kuch samay puja karne ke badh punh jalmgna kar diy uske badh yahe murti shree sura ji gurjar ko mili tab se vha ke gurjar samaj ke log seva karte he. 1444ad ke bahut pahle se he is mandir par daku, chor lutne hatiyane ke liye hamle kar te the mager charbhuja ji ki kreppa or gurjar veero or veerangnao ke sahas ke karan vo is mandir ko kabi lut nahi paae un youdho me kai veer or veerangnae shahid hue. un me se kush ki murtiya mandir ke saamne ” sati maata “ke naam se isthpit he ye chouhan or pancholi gotra se he.
charbhuja mandir me 1 din me 5 aartiya hoti he thata 5 bhog lagte he. dharshn ka samay 5:00 am se 10:00pm raheta he.
aadick jaankari ke liye visit :- shree charbhuja mandir gadbor .
muje garv he ki me is dharm nagar ROYAL GADBOR se hu thata GURJAR of GADBOR hu
thanks for read this great charbhuja gadhbor history.
jai hind !!jai gadbor !!
nand lal gurjar // Feb 4, 2015 at 4:17 am
jai shree charbhuja ji ri
kaha jay arji karu dayan aaye or
saro e karag sarjo birajya cho gadhbor
jay gadhbor nath ki
jay the king of world
sanjay paliwal // Feb 4, 2015 at 4:20 am
jay gadhbor dhani ri
jay chogala chale ri
jay thakur ji ki
jay the king of world
chatrbhuj gadhbor nath ki jay
kanhaya lal gurjar // Feb 4, 2015 at 4:32 am
shree charbhuja ji the power of gurjar
and
gurjar the power of gadhbor
Gadhbor ke Gurjar ya Gurjar of Gadhbor
jay the king of world
jay shree charbhuja ji ki
I.G.CHOUHAN // Feb 4, 2015 at 4:39 am
Gadhbor ke gurjaro par charbhuja ji ka aasirvaad hone ka karan
Gurjar hamesa ek they
Gurjar ek he
or hamesa ek rahege
jai hihd!! jai Gadhbor!! jay the king of world
suresh Gurjar // Feb 28, 2015 at 2:41 pm
“Jai chabhuja ri”
“kha jay aarji karu dayan aaye or sarohee karajo beerajiya so garbor ”
Na piyar na sasro mane to Garboor dhani ro aasro :
sura ke shayam ki jai”
santosh kumar purohit // Apr 26, 2015 at 3:39 am
Maj mewar murdhar ke mahi deep rhi Gadbour,,,Sura re seer sevro mara bhagta ra seer moor… Shri charbhuja nath ki jay ho
Digpal singh chundawat // Jul 27, 2015 at 11:00 pm
Jai jai shri charbhuja nath ki jai
Digpal singh chundawat // Jul 27, 2015 at 11:06 pm
Rajasthan ke vibhinn khsetro me nivas karne vale rajput apne sambodhan me apne apne istdevtao ke nam ka paryog karte he jaise … Jai mataji ki … Jai raghunathji ki iytadi …
Mewar or vishes rup se mandariya me nivas karne vale rajput, gurjar, suthar ityadi jatiya apne sambodhan me jai charbhuja ri … Ka pryog bade hi samman av garv se karte he…
Jai charbhuja ki …
shubhamvyas // Jul 31, 2015 at 2:25 am
kate jaye aarzi karu dayan aaye or sabke karaj sarjo birajyaa che gadboor.
jay charbhuja ri……….
Bharat sevak gurjar // Sep 11, 2015 at 10:55 pm
shree charbhuja nath ki leela to bhari he ..
apne bhkto pr inki kripa sdev bani rehti ..
kha jaaay arji kru .daay na aave or ..
saaro e kaaraj sarjo .birajya cho garhbor
Gajraj singh charan // Oct 29, 2015 at 12:35 am
Jai char bhujaji ki
Om Parkash vashnsv TODGARH // May 26, 2016 at 1:22 pm
Jai charbhuja ri
nagaram k choudhary // Jun 26, 2016 at 7:23 am
jay shree charbhujaji nath ki
RD GURJAR // Aug 27, 2016 at 3:45 am
PRBHU AAPKI JAY HOOO
JAY SHREE NATH KI JAY HOO
ES SAAL KB MNAYA JAYEGA JALJULNI EKADASHI???
MUKESH KUMAR REGAR // Sep 13, 2016 at 7:30 am
ES SAAL KB MNAYA JAYEGA JALJULNI EKADASHI AATI HE
MUKESH KUMAR REGAR // Sep 13, 2016 at 7:30 am
JAI CHARBHUJA NATH KI
ROOP LAL SEVAK // Oct 13, 2016 at 10:55 am
Gadhbornath mele me har saal padharne wale yaatriyo ka Hardik Swagat.buniyaadi suvidhao me hum abhi tak kamjor he.aap aur hum sabhi ke sahyog se Charbhuja ji ka devsthan bhi Vikas ki uchaaiya chhu sakta he.
अशोक सुखवाल // Dec 23, 2016 at 2:28 pm
कहा जाय अरजी करू
दाय न आवे और
सारो ही कारज सारो हो
बिराज्या छो गढ़बोरे
SOHAN BHADANA // Jun 27, 2017 at 8:35 am
SUKHA NE HARIYO KAR DEVE
GADBOR DHANI RO KAI KENO
JAI CHARBHUJA RI SAA
Charbhuja Gadbor // Jun 24, 2019 at 6:42 am
Visit website dedicated to Shri Charbhuja Nath :